Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeChala Hai Kahaan
HomeChala Hai Kahaan
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


kya likhoon kaise likhoon likhne ke bhi kaabil nahin kaabil nahin yun samjh lije ke main pathar hoon mujh mein dil nahin dil nahin kya likhoon kaise likhoon likhne ke bhi kaabil nahin kaabil nahin har kadam par aapne samjha sahi maine galat har kadam par aapne samjha sahi maine galat ab safaai pesh kar ke bhi koi haasil nahin haasil nahin yun samjh lije ke main pathar hoon mujh mein dil nahin dil nahin iss tarah badhti gayin kuchh raaste ki uljhane iss tarah badhti gayin kuchh raaste ki uljhane saamne manzil thi main kehti rahi manzil nahin manzil nahin kya likhoon kaise likhoon likhne ke bhi kaabil nahin kaabil nahin main ye maanun yaa naa maanun dil mera kehne laga main ye maanun yaa naa maanun dil mera kehne laga ab meri nazdikiyon mein dorriyan shaamil nahin shaamil nahin kya likhoon kaise likhoon likhne ke bhi kaabil nahin kaabil nahin
ye galiyan ye chaubaara yahan aana na dobaara ye galiyan ye chaubaara yahan aana na dobaara ab hum to bhaye pardesi ke tera yahan koi nahin ke tera yahan koi nahin leja rang birangi yaaden hasne rone ki buniyaaden ab hum to bhaye pardesi ke tera yahan koi nahin ke tera yahan koi nahin mere haathon mein bhari bhari choodiyaan mujhe bha gayi hari hari choodiyaan dekh milti hain teri meri choodiyaan tere jaisi saheli meri choodiyaan tune peesi wo mehndi rang layee meri gori hatheli rachayee teri aankh kyun laado bhar aayee teri ghar bhi bajegi shehnaayee saawan mein baadal se kehna pardes mein hai meri behna ab hum to bhaye pardesi ke tera yahan koi nahin ke tera yahan koi nahin aa maae mil le gale chale hum sasural chale tere aangan mein apna bas bachpan chhod chale kal bhi suraj niklega kal bhi panchhi gaayenge sab tujhko dikhayee denge par hum na nazar ayenge aanchal mein sanjo lena humko sapnon mein bula lena humko ab hum to bhaye pardesi ke tera yahan koi nahin
ye kaali kaali aakhein ye gore gore gaal ye teekhi teekhi nazrein ye hirni jaisi chaal ye kaali kaali aakhein ye gore gore gaal ye teekhi teekhi nazrein ye hirni jaisi chaal dekha jo tujhe jaanam hua hai bura haal ye kaali kaali aakhein ye gore gore gaal ye teekhi teekhi nazrein ye hirni jaisi chaal main mila tu mili tu mili main mila main mila tu mili tu mili main mila duniya jale to jale pyaar karenge tujh pe marenge dhak dhak dil ye kare uff teri dillagi dil ko jalaane lagi dilruba tu mujhe nakhre dikhane lagi gairon ki baahon mein ithlla ke jaane lagi ye teri berukhi mujh ko sataane lagi chhodo ji chhodo sanam zid apni chhodo sanam naazuk hai dil ye mera dil ko na todo sanam dil ko na todo sanam ye lambi lambi ratein aa kar le mulaaquatein jaane kyun dil ye mera tera hi hona chaahe gusse mein laal na kar ye gore gore gaal ye kaali kaali aakhein ye gore gore gaal ye teekhi teekhi nazrein ye hirni jaisi chaal na tu kar khat pat kar pyaar jhat pat mere aaja tu
yun chaal chalo na matvaali is dil pe qayaamat aati hai yun chaal chalo na matvaali is dil pe qayaamat aati hai naagin ko bhi dhokhaa hota hai jab teri kamar haye hayeeee jab teri kamar bal khaati hai yun chaal chalo na matvaali shanon pe gira do zulfon ko dopahar ki garmi kya shay hai shanon pe gira do zulfon ko dopahar ki garmi kya shay hai sooraj pe siyaahi chha jaaye jab zulf teri taubaa tauba jab zulf teri lehraati hai yun chaal chalo na matvaali yun hum pe hansna theek nahin duniyaa ki nazar lag jaayegi yun hum pe hansna theek nahin duniyaa ki nazar lag jaayegi koi phool samajh kar choom na le jab teri hansi vaah vaah jab teri hansi khil jaati hai yun chaal chalo na matvaali qurbaan nahin ke kehne par aise hi zubaan se haan keh do qurbaan nahin ke kehne par aise hi zubaan se haan keh do chhotaa saa ye lafz e mohabbat hai tasqeen badi allaah tasqeen badi mil jaati hai yun chaal chalo na matvaali is dil pe qayaamat aati hai yun chaal chalo na matvaali
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Kya Likhoon Kaise Maan Abhiman (1980) 05:19 13632
 
Poster of Maan Abhiman (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Ravindra Jain
Music Director- 
Ravindra Jain
Singer- 
Hemlata
On Screen Actors- 
Rameshwari
Duration : 05:19   Song Number : 13632   

Ye Galiyan Ye Chaubaara Prem Rog (1982) 06:27 13983
 
Poster of Prem Rog (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Santosh Anand
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Padmini Kolhapure, Rishi Kapoor
Duration : 06:27   Song Number : 13983   

Ye Kaali Kaali Aakhein Baazigar (1993) 07:23 18716
 
Poster of Baazigar (1993)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1993
Lyricist
Dev Kohli
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
Shahrukh Khan, Kajol
Duration : 07:23   Song Number : 18716   

Yun Chaal Chalo Na Dil Ne Phir Yaad Kiya (1966) 03:29 40927
 
Poster of Dil Ne Phir Yaad Kiya (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
G L Rawal
Music Director- 
Sonik-Omi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Jeevan
Duration : 03:29   Song Number : 40927